Uzbekistan πΊπΏ Living in 2050 | 4 Saal Baad Tashkent Ne Chonka Diya! [4JLKl8gCBQu]
4 saal baad main phir se Uzbekistan ki rajdhani Tashkent aaya aur yakeen maaniye, ye city poori tarah badal chuki hai! π² Is vlog mein maine Tashkent ke naye modern areas, Seoul Mun, wide roads, beautiful buildings, modern metro, local market aur yahan ki lifestyle ko cover kiya hai. Kai jagahon par mujhe laga jaise main Europe ya Japan mein ghoom raha hoon. π―π΅πͺπΊ Agar aap Uzbekistan travel karne ka plan bana rahe hain ya duniya ke badalte hue shahron ko dekhna pasand karte hain, to ye vlog aapko zaroor pasand aayega. π Location: Tashkent, Uzbekistan π₯ Vlogger: Bansi Bishnoi π Video pasand aaye to Like, Share aur Channel Subscribe karna mat bhoolna.